شرفِ مشتری اور لوحِ شرفِ مشتری کا تعارف SHARFE MUSHTARI AUR LOHE SHARFE MUSHTARI KA TARUF


SHARFE MUSHTARI AUR LOHE SHARFE    MUSHTARI KA TARUF
IMAM FAKHRUDDIN RAZI RAHMATULLAH ALAIH NE FARMAYA FALAASFA KE NAZDEEK ALLAH TA ALA NE ASMANO AUR SITARO ME KHAS QISM KE ASRAT RAKHE HAI.N YE ASRAT UN KE MUKHTALIF HARKAT SE ALAM DUNYA ME NAMUDAR HOTE HAI BALKE DUNIYA KE TAMAM WAQEYAT AUR HADSAAT APNI ALWI IJRAAM KE HARKATO.N KE TABE HAI HAR SITARA KISI NA KISI WAQEYA SE MUNASIBAT RAKHTA HAI HAR BURJ KE ALHAIDA TASEER BALKE BURJ KE HAR EK DARJA KE KUCH ALAG TABIAT HAI (JAMIALULOOM)HAR SIYARE KI APNI APNI KHASIAT AUR QAUM HOTI HAI JAISE AFTAB ULUE MARTABAT TASKHIR KHALAIQ ROB AUR DABDABA PAR HAKIM HAI ZOHRA MUHABBAT SHADI TASKHIR MASTURAT PAR ZOHAL ZAMIN JAIDAD KE ISTEHKAM PAR MARIKH DUSHMANO PAR GALIB ANE QUWATE  JAMA WAGAIRA PAR QAMAR AAM AMURATE DUNYAWI PAR ATARAD ILM W ADAB QUWATE HAFZA TAHRIRI FAN HUKMARA HAI IS TARAH SADA KABR SIYARA MUSHTARI MAAL W DAULAT WUSATE RIZQ AASUDGI KUSHADGI BADE PAIMANE PAR RUPIYE KA HUSOOL ZAR KASIR KE RAIL PAIL AUR MAZHABI AMOOR PAR HAKIM HAI TAQRIBAN 12 SALON KE BAAD JAB YE SIYARAH DAIRATUL BURUJ PAR HARKAT KARTA HUA BURJ SARTAAN KE 15 DARJE PAR PAHUNCHTA HAI TO USE SHARF HASIL HOTA HAI US WAQT USKI QUWAT KAI HAZAAR GUNAH BADH JATI HAI AUR US WAQT MUSHTARI AISE MUSBAT SAD  AUR RUHANI SHUAAYEN ZAMIN PAR DALTA HAI JIS KO BATREEQ ILMULTILASMAT WATTAWIZAAT ZABT ME LAYA JATA HAI AUR TAWIZAAT TILASMAT NAQUSH W AMALYAT TAYYAAR KIYE JATE HAI UN ME ALLAH QADIRE MUTLAQ KE FAZL SE AISI TASEER HOTI HAI KE USKA HAMIL BAHUT JALD TANGDASTI AUR BE BARKATI KE CHUNGUL SE NIKAL KAR ASUDGI WUSAT AUR FARAKHI KI NEMAT  SE MALA MAL HOTA HAI YEH PUR TASEER AUR MUBARAK WAQT 12 SALON KE BAAD SAAL SEPTEMBER 2013 ME ARHA HAI JIS ME KAFI TADAD ME NAQUSH W TILASMAT TAYYAR KIYE JAYENGE LEHAZA US AHAM WAQT SE FAYEDA UTHANA AUR QUDRAT KE IS AZEEM TOHFE HASBE MAQDOOR HASIL KAR KE APNI ZINDAGI KO KHUSHHALI KI RAH PAR GAAMZAN KARNA YE HAR ZIFAHAM AUR ZI SHOUR BANDE KA KAAM HAI HAMARE YAHAN SHARFATE KAVAKIB AUR DEGAR NAZRATE KAVAKIB ME KHUSUSI TAUR PAR ALAG ALAG MAQASID KE LIYE TILASM W NAQSH TAYYAR KIYE JATE HAI.N SHARFE MUSHTARI CHUNKE ARSA DARAAZ KE BAAD HAATH  AA RAHA HAI LEHAZA AISE AHAM WAQT KI QADR  W QIMAT AUR AHMIYAT  W AFADIYAT KE PESHE NAZAR HUM HAR TARAH KE NAQUSH W TAWIZAT AUR TALISMAT  TAYYAR  KARENGE JIN KA HADYA BHI MUKHTALIF HOGA TAKE HAR TABQA KE AFRAAD USE BA AASANI HASIL KAR SAKE AUR USKI BARKAT SE NA UMMIDI BEBARKATI TANGDASTI QARZ AUR AFLAAS JAISI MOHLAK BIMARIYON SE SHIFA HAASIL KARNE ME KAMYAB HO SAKE WO LOG JO BAAP DADA KI KAMAI HUI DAULAT KO BARBAAD KAR RAHE HAI YA KISI MUSIBAT KE SABAB DAULAT KE KHATAM HO JANE KA QAVI ANDESHA HAI UN KE LIYE KHAAS LOHE ISTEHKAME ZAR  TYAR KI JAYEGI WO AFRAAD JO PICHLE KAI SALON SE QARZ TALE DABE HUE HAI AUR UN SE KHULASI KI KOI SURAT NAZAR NAHIN ATI UN KE LIYE TILASM ADAYE QARZ TAYYAR KI JAYEGI WO AHBAAB JO AMDANI MAQOOL RAKHNE KE BAWAJOOD BE BARKATI AUR TANG HALI SE PARESHAAN REHTE HAI UN KE LIYE YE SHARF AKSEER KA DARJA RAKHTI HAI WO AFRAAD JO  BANK SE KHASI RAQAM BATAUR QARZ LENA CHAHTE HAI UN KE LIYE MUNASIB WAQT HAI WO ASHKHAAS JO KE LAZAWAAL DAULAT AUR AISHO TAN'OM KE MUTMANNI HAI.N UN KE LIYE KHAAS LOHE MUSHTARI MAJMUA TAYYAR KIYA JAYEGA JIS KI TASEER KA AHAATA TAHREER ME LANA DUSHWAR HAI GARZ KE MALI ASUDGI TIJARAT ME IZAFA NAUKRI ME KHWATIR  KHWA TARAQQEE ZAMIN JAYEDAD ME MUKAMMAL ISTAHKAAM GURBAT W AFLAAS KA KHATMA MUKHALIF AUR DUSHMANO KI RESHA DAWANIYON KE SABAB KAROBARI NUQSAN KI TALAFI ROZGAR ME TARAQQEE RIZQ ME BE PANAH WUSAT KE LIYE YE WAQT AKSEERE AZAM HAI AUR UN ME BANAYE GAYE NAQUSH W TILASMAT KA ASAR BAFAZLE TA ALA KAMIL


Comments