Daulat Mand Banne ka Tilismi Chiragh O Palita دولت مند بننے کا طلسمی چراغ و پلتہ
Is Amal ki badaulat insaan bohat kam waqt me daulatmandi ka lutf uthane lagta hai rupai paise mukhtalif bahano se aana shuru ho jate hain dekhte hi dekhte bank balance ban jata hai shayad aap hazraat me se kisi ko yeh mubalgha aarai lage lekin baat mabni bar haqeeqat hai faqeer ne baarha tajurba kia aur arsa daraaz sse sainkdon afraad ko bana kar deta aaraha hun kuch pana hai to mehnat aur lagan se haasil hosakta hai is chiragh se kaamil faida uthane ke liye bas isko pabandi se raushan karna hi shart hai take is tilismi chiragh ke alwi muakkil aur khuddam aap se manoos ho jayen aur khudaye qadeer ke izan se aapke liye husool e daulat ke mukhtalif zaraye muhaiyah karne me jut jayen ge ,aksar aamileen hazraat aur degar aam log amal dast ghaib hasil karne aur unke amil banne ki koshish me zindagi ke qeemti auqaat ko zaya karte rahte hain jabke aisi chizon ka husool koi aasan kaam nahi aur baghair ustad ke to qatan kaamyabi ki ummed rakhna na chahiye lekin is tilismi chiragh ka raushan karne wala daste ghaib ka maza uthata hai aur maali tang haali se hamesha ke liye nijat hasil karleta hai lihaaza aise log jinhe karobar me hamesha bajaye nafa ke nuqsaan hota hoya kaala jadu ke zarye unke karobar ya kaam ki bandish karai gai ho ya naukri pasha hain to tankhwah me izafa nahi hota ya koi shakhsh sare se bekaar ho kaam nahi karta ho ya koi zarya e muash nahi banta gharaz ke aamdani kam ya na hone ki waja khwah kuch bhi ho sab ka hall is chiragh aur iske saath diye jaane wale tilismi palite me maujood hai chiragh ke saath 360 zafrani palite diye jate hain take 9 chillon yaani ek saal ka course bila nagha jari rah sake baad iske saada palite aap kis bhi paak osaaf rui ki khud se bana kar chiragh raushan kar sakte hain.
Is ka hadiya kia hoga ?
ReplyDeleteKidher se mile ga ��
ReplyDeleteKidher se mile ga ��
ReplyDeleteAssalam o alaykum janab mughe ye chiragh hona h plz mughse rabt karen or iska hadiya kiya hoga
ReplyDeleteTilismi chiragh Kesy hasil Kara jasakta ha Pakistan mein???
ReplyDelete