SHARFE MUSHTARI
AUR LOHE SHARFE MUSHTARI KA TARUF
IMAM FAKHRUDDIN RAZI RAHMATULLAH ALAIH NE FARMAYA FALAASFA KE NAZDEEK
ALLAH TA ALA NE ASMANO AUR SITARO ME KHAS QISM KE ASRAT RAKHE HAI.N YE ASRAT UN
KE MUKHTALIF HARKAT SE ALAM DUNYA ME NAMUDAR HOTE HAI BALKE DUNIYA KE TAMAM
WAQEYAT AUR HADSAAT APNI ALWI IJRAAM KE HARKATO.N KE TABE HAI HAR SITARA KISI
NA KISI WAQEYA SE MUNASIBAT RAKHTA HAI HAR BURJ KE ALHAIDA TASEER BALKE BURJ KE
HAR EK DARJA KE KUCH ALAG TABIAT HAI (JAMIALULOOM)HAR SIYARE KI APNI APNI
KHASIAT AUR QAUM HOTI HAI JAISE AFTAB ULUE MARTABAT TASKHIR KHALAIQ ROB AUR
DABDABA PAR HAKIM HAI ZOHRA MUHABBAT SHADI TASKHIR MASTURAT PAR ZOHAL ZAMIN
JAIDAD KE ISTEHKAM PAR MARIKH DUSHMANO PAR GALIB ANE QUWATE JAMA WAGAIRA PAR QAMAR AAM AMURATE DUNYAWI
PAR ATARAD ILM W ADAB QUWATE HAFZA TAHRIRI FAN HUKMARA HAI IS TARAH SADA KABR
SIYARA MUSHTARI MAAL W DAULAT WUSATE RIZQ AASUDGI KUSHADGI BADE PAIMANE PAR
RUPIYE KA HUSOOL ZAR KASIR KE RAIL PAIL AUR MAZHABI AMOOR PAR HAKIM HAI
TAQRIBAN 12 SALON KE BAAD JAB YE SIYARAH DAIRATUL BURUJ PAR HARKAT KARTA HUA
BURJ SARTAAN KE 15 DARJE PAR PAHUNCHTA HAI TO USE SHARF HASIL HOTA HAI US WAQT
USKI QUWAT KAI HAZAAR GUNAH BADH JATI HAI AUR US WAQT MUSHTARI AISE MUSBAT
SAD AUR RUHANI SHUAAYEN ZAMIN PAR DALTA
HAI JIS KO BATREEQ ILMULTILASMAT WATTAWIZAAT ZABT ME LAYA JATA HAI AUR TAWIZAAT
TILASMAT NAQUSH W AMALYAT TAYYAAR KIYE JATE HAI UN ME ALLAH QADIRE MUTLAQ KE
FAZL SE AISI TASEER HOTI HAI KE USKA HAMIL BAHUT JALD TANGDASTI AUR BE BARKATI
KE CHUNGUL SE NIKAL KAR ASUDGI WUSAT AUR FARAKHI KI NEMAT SE MALA MAL HOTA HAI YEH PUR TASEER AUR
MUBARAK WAQT 12 SALON KE BAAD SAAL SEPTEMBER 2013 ME ARHA HAI JIS ME KAFI TADAD
ME NAQUSH W TILASMAT TAYYAR KIYE JAYENGE LEHAZA US AHAM WAQT SE FAYEDA UTHANA
AUR QUDRAT KE IS AZEEM TOHFE HASBE MAQDOOR HASIL KAR KE APNI ZINDAGI KO
KHUSHHALI KI RAH PAR GAAMZAN KARNA YE HAR ZIFAHAM AUR ZI SHOUR BANDE KA KAAM
HAI HAMARE YAHAN SHARFATE KAVAKIB AUR DEGAR NAZRATE KAVAKIB ME KHUSUSI TAUR PAR
ALAG ALAG MAQASID KE LIYE TILASM W NAQSH TAYYAR KIYE JATE HAI.N SHARFE MUSHTARI
CHUNKE ARSA DARAAZ KE BAAD HAATH AA RAHA
HAI LEHAZA AISE AHAM WAQT KI QADR W
QIMAT AUR AHMIYAT W AFADIYAT KE PESHE
NAZAR HUM HAR TARAH KE NAQUSH W TAWIZAT AUR TALISMAT TAYYAR
KARENGE JIN KA HADYA BHI MUKHTALIF HOGA TAKE HAR TABQA KE AFRAAD USE BA
AASANI HASIL KAR SAKE AUR USKI BARKAT SE NA UMMIDI BEBARKATI TANGDASTI QARZ AUR
AFLAAS JAISI MOHLAK BIMARIYON SE SHIFA HAASIL KARNE ME KAMYAB HO SAKE WO LOG JO
BAAP DADA KI KAMAI HUI DAULAT KO BARBAAD KAR RAHE HAI YA KISI MUSIBAT KE SABAB
DAULAT KE KHATAM HO JANE KA QAVI ANDESHA HAI UN KE LIYE KHAAS LOHE ISTEHKAME
ZAR TYAR KI JAYEGI WO AFRAAD JO PICHLE
KAI SALON SE QARZ TALE DABE HUE HAI AUR UN SE KHULASI KI KOI SURAT NAZAR NAHIN
ATI UN KE LIYE TILASM ADAYE QARZ TAYYAR KI JAYEGI WO AHBAAB JO AMDANI MAQOOL
RAKHNE KE BAWAJOOD BE BARKATI AUR TANG HALI SE PARESHAAN REHTE HAI UN KE LIYE
YE SHARF AKSEER KA DARJA RAKHTI HAI WO AFRAAD JO BANK SE KHASI RAQAM BATAUR QARZ LENA CHAHTE
HAI UN KE LIYE MUNASIB WAQT HAI WO ASHKHAAS JO KE LAZAWAAL DAULAT AUR AISHO
TAN'OM KE MUTMANNI HAI.N UN KE LIYE KHAAS LOHE MUSHTARI MAJMUA TAYYAR KIYA
JAYEGA JIS KI TASEER KA AHAATA TAHREER ME LANA DUSHWAR HAI GARZ KE MALI ASUDGI
TIJARAT ME IZAFA NAUKRI ME KHWATIR KHWA
TARAQQEE ZAMIN JAYEDAD ME MUKAMMAL ISTAHKAAM GURBAT W AFLAAS KA KHATMA MUKHALIF
AUR DUSHMANO KI RESHA DAWANIYON KE SABAB KAROBARI NUQSAN KI TALAFI ROZGAR ME
TARAQQEE RIZQ ME BE PANAH WUSAT KE LIYE YE WAQT AKSEERE AZAM HAI AUR UN ME
BANAYE GAYE NAQUSH W TILASMAT KA ASAR BAFAZLE TA ALA KAMIL
|
Comments
Post a Comment