Chiraagh Waapsi Mafroor چراغ واپسی مفرور
yeh chiragh bhage hue ko bulane me lajawab hai ,jaise kisi ka beta ya beti bhai behan ya koi rishtedar naraz hokar kahin chala gaya ya koi pardes jakar aan nahi chahta hai to is chragh ki barkat se wapas aajayega aksar biwi maike jakar aana nahi chahti to uske liye bhi behad mufeed hai ,agar koi laapata hogaya ho uski khabar na milti ho to is chiragh ko raushan karne se wapas aajayega ya uski sachi khabar mausool ho jayegi.
Comments
Post a Comment